Mere Man Ki Baat
ab se har saptah apni man ki bat aapse karne ka wada apne aap se kiya hai.. ..asha hai aap sunenge ......:) abhi ke liya itna hi ki mere man mein aaya ki aapse baat karoon ... is samay sirf aur sirf " gratitude " hai mere man mein aapke nirantar pyar aur ashirwad ke prati ....isi tarah apna pyar aur ashirwad banaye Rakhiye ..... mujhe travel karna aur nayi nayi jagahon par jana bahut pasand hai aur jante hai ...jab bhi kahin jati hoon to jagah to nayi hoti hai lekin log wahi